
1735–1830
Aaghosh-e-tasawwur mein jab main ne use maska
@nazeer-akbarabadi
Sau bar harir us ka maska nigah-e-gul se
@nazeer-akbarabadi
Us tan ko nahin taqat shabnam ke talabbus se
@nazeer-akbarabadi
Malti hai pari aankhen aur hur jabin sa hai
@nazeer-akbarabadi
Is girya-e-khunin ki daulat se 'nazir' apne
@nazeer-akbarabadi
Aaj to hamdam azm hai ye kuchh hum bhi rasmi kaam karen
@nazeer-akbarabadi
Khubi se alqab likhen aadab bhi khush-aini se
@nazeer-akbarabadi
Ya khud aawe aap idhar ya jald bulawe hum ko wahan
@nazeer-akbarabadi
Husn ziyaada aan moassir naz ki shokhi ho wo chand
@nazeer-akbarabadi
Sun kar wo hans kar yun bola ye to tumhein hai fikr abas
@nazeer-akbarabadi