Saawan ke baadal jab garajte hain to dil mein purani yaadein aati hain
@aisha-writes
Ghar ki chaardeewari mera muqaddar nahi, mera hausla hai
@aisha-writes
Main ne seekh li hai apne pairon pe khada hona
@aisha-writes
Kyun har baar mujhe hi samjhauta karna sikhaya jaata hai
@aisha-writes
Apni pehchaan main khud banaati hoon, kisi ke naam se nahi
@aisha-writes