Buland hausle wahi rakhte hain jo mushkil raaton se guzre hon
@irfan-verses
Kal jo mumkin na tha woh aaj mumkin ban gaya hai
@irfan-verses
Mehnat ka koi mazhab nahi hota na koi zaat
@irfan-verses
Ibaadat sirf sajde mein nahi kisi ki madad mein bhi hai
@irfan-verses
Khwaab woh nahi jo neend mein aa kar chala jaaye
@irfan-verses
Sitaron tak pahunchne ki zid mein zameen bhoolta nahi koi
@irfan-verses
Har naakami ke baad ek naya sabaq mera intezaar karta hai
@irfan-verses
Kaamyabi us shama ki tarah hai jo khud ko jala kar milti hai
@irfan-verses
Jinhein manzil ka yaqeen ho unhein raat bhi dar nahi lagti
@irfan-verses
Manzil se pehle raaste khud azmaish maangte hain
@irfan-verses