Jab tak sawaal zinda hai tab tak main bhi zinda hoon
@amarakealfaaz
Raat ko jab sab so jaate hain main khidki khol ke baithti hoon
@amarakealfaaz
Kaun tay karta hai khushi kaisi dikhni chahiye sabki
@amarakealfaaz
Zindagi ek khula sawaal hai jiska jawaab har mod pe badal jaata hai
@amarakealfaaz
Bachpan mein sawaal poochne pe daant padti thi
@amarakealfaaz
Kabhi khayal aaya hai sitaron ko bhi hamari tarah tanhai mehsoos hoti hogi
@amarakealfaaz
Kyun hum wahi cheez chahte hain jo haath se chhoot jaaye
@amarakealfaaz
Main khud se hi poochti hoon kya sach mein khush hoon main
@amarakealfaaz