
Aksar woh khud se hi poochti hogi kya woh khush hai
@zain-verses
Woh jo kabhi mera hone ka wada karke chali gayi thi
@zain-verses
Kabhi uski hansi yaad aati hai bina kisi wajah ke
@zain-verses
Purani galiyan ab bhi wahi hain bas naam badal gaye
@zain-verses
Har khat adhoora reh gaya jo usko likhna tha
@zain-verses
Barson baad bhi jab uska naam kisi lab pe aata hai
@zain-verses
Kya pata mohabbat sach mein hoti bhi hai ya sirf kahani hai
@zain-verses
Kaash woh ek baar phir se usi raah se guzre
@zain-verses
Shaam dhalte hi uska khayal aur gehra ho jata hai
@zain-verses
Kabhi kabhi lagta hai woh sirf khwaab ka hissa thi
@zain-verses