
Ek diya jal raha hai kahin dil ke kone mein
@ayesha
Dopahar ki dhoop mein bhi thand lagti hai mujhko
@ayesha
Jitna chhupaoon utna hi ye dard badhta hai
@ayesha
Kabhi kabhi lagta hai khuda bhi bhool gaya hai
@ayesha
Raat ke pehle pahar mein main akeli jaagti hoon
@ayesha
Kaise samjhaun ki andar kuch toota hua hai
@ayesha
Ye khamoshi ka samandar mujhe roz dubota hai
@ayesha
Barson se ek hi dard mera saathi bana hai
@ayesha
Jo galiyan bachpan ki thi, ab sunsaan lagti hain
@ayesha
Andheron se dosti kar li hai maine aakhir
@ayesha