0
Followers
Woh sabko batata hai woh theek hai, bas thoda thaka hua hai
@saad
Woh kehta hai kal shayad aaj se thoda kam bhaari ho
@saad
Woh apne kamre mein baithe hue duniya jeetne ki baatein karta hai
@saad
Woh apni thakan ko kisi se bayan nahi karta
@saad
Woh mehfil mein sabse zyada baaton wala insaan hota hai
@saad
Woh roz subah utha to jaata hai, magar jeene ki wajah dhoondta reh jaata hai
@saad
Woh raat ko sona chahta hai magar dimaag so ne nahi deta
@saad
Woh muskurata hai taake koi uski aankhon tak na pahunche
@saad