
Bheed mein rehkar bhi kabhi kabhi akela lagta hai
@rehan-verses
Kaun jaane zindagi kis mod par kya sikha jaaye
@rehan-verses
Sajde mein sar jhukate hi sab sawaal khatam ho jaate hain
@rehan-verses
Gali ke us mod par ab bhi purani dukaan khadi hai
@rehan-verses
Andheron se dar kar kabhi rasta nahi badalta
@rehan-verses
Mehnat ka phal kabhi zaya nahi jaata, yeh sach hai
@rehan-verses
Ek pal ko lagta hai jaise waqt ne saans rok li ho
@rehan-verses
Sard raaton mein teri baahon ki garmi yaad aati hai
@rehan-verses
Teri hansi ki goonj kamre mein der tak thehri rehti hai
@rehan-verses
Nazdeekiyan bhi kabhi kabhi khamoshi maang leti hain
@rehan-verses