
नहीं खेल ऐ 'दाग़' यारों से कह दोकि आती है उर्दू ज़बाँ आते आते
Nahin khel ai 'dagh' yaron se kah doKi aati hai urdu zaban aate aate

शहद-ओ-शकर से शीरीं उर्दू ज़बाँ हमारीहोती है जिस के बोले मीठी ज़बाँ हमारी
Shahd-o-shakar se shirin urdu zaban hamariHoti hai jis ke bole mithi zaban hamari

उर्दू है जिस का नाम हमीं जानते हैं 'दाग़'हिन्दोस्ताँ में धूम हमारी ज़बाँ की है
Urdu hai jis ka nam hamin jaante hain 'dagh'Hindostan mein dhum hamari zaban ki hai