
चाहिए उस का तसव्वुर ही से नक़्शा खींचनादेख कर तस्वीर को तस्वीर फिर खींची तो क्या
Chahiye us ka tasawwur hi se naqsha khinchnaDekh kar taswir ko taswir phir khinchi to kya

हम हैं उस के ख़याल की तस्वीरजिस की तस्वीर है ख़याल अपना
Hum hain us ke khayal ki taswirJis ki taswir hai khayal apna

खुल नहीं सकती हैं अब आँखें मिरीजी में ये किस का तसव्वुर आ गया
Khul nahin sakti hain ab aankhen meriJi mein ye kis ka tasawwur aa gaya