
हमें नर्गिस का दस्ता ग़ैर के हाथों से क्यूँ भेजाजो आँखें ही दिखानी थीं दिखाते अपनी नज़रों से
Hamein nargis ka dasta ghair ke hathon se kyun bhejaJo aankhen hi dikhani thin dikhate apni nazron se

उस नक़्श-ए-पा के सज्दे ने क्या क्या किया ज़लीलमैं कूचा-ए-रक़ीब में भी सर के बल गया
Us naqsh-e-pa ke sajde ne kya kya kiya zalilMain kucha-e-raqib mein bhi sar ke bal gaya