
सुबह सुबह अम्मी के हाथों की चाय की ख़ुशबू याद आती है कभीवो घर अब किसी और का है, बस ख़ुशबू मेरी रह गई
Subah subah ammi ke haathon ki chai ki khushbu yaad aati hai kabhiWoh ghar ab kisi aur ka hai, bas khushbu meri reh gayi

अम्मी के हाथों की चाय का वो स्वाद अब कहीं नहीं मिलतामैंने बहुत शहर देखे, पर वो एक कमरा नहीं मिला
Ammi ke haathon ki chai ka woh swaad ab kahin nahi miltaMaine bahut shehar dekhe, par wo ek kamra nahi mila

हर इंक़लाब के पीछे एक मां का आंसू होता हैजो इतिहास की किताबों में कभी दर्ज नहीं होता
Har inqalaab ke peeche ek maa ka ansoo hota haiJo itihaas ki kitabon mein kabhi darj nahi hota

माँ बाप और उस्ताद सब हैं ख़ुदा की रहमतहै रोक-टोक उन की हक़ में तुम्हारे ने'मत
Man bap aur ustad sab hain khuda ki rahmatHai rok-tok un ki haq mein tumhaare neamat

वजूद-ए-ज़न से है तस्वीर-ए-काएनात में रंगइसी के साज़ से है ज़िंदगी का सोज़-ए-दरूँ
Wajud-e-zan se hai taswir-e-kaenat mein rangIsi ke saz se hai zindagi ka soz-e-darun