
इश्वा भी है शोख़ी भी तबस्सुम भी हया भीज़ालिम में और इक बात है इस सब के सिवा भी
Ishwa bhi hai shokhi bhi tabassum bhi haya bhiZalim mein aur ek baat hai is sab ke siwa bhi

जवाँ होने लगे जब वो तो हम से कर लिया पर्दाहया यक-लख़्त आई और शबाब आहिस्ता आहिस्ता
Jawan hone lage jab wo to hum se kar liya pardaHaya yak-lakht aai aur shabab aahista aahista

शुक्र पर्दे ही में उस बुत को हया ने रक्खावर्ना ईमान गया ही था ख़ुदा ने रक्खा
Shukr parde hi mein us but ko haya ne rakkhaWarna iman gaya hi tha khuda ne rakkha