
आलम से बे-ख़बर भी हूँ आलम में भी हूँ मैंसाक़ी ने इस मक़ाम को आसाँ बना दिया
Aalam se be-khabar bhi hun aalam mein bhi hun mainSaqi ne is maqam ko aasan bana diya

बे-ख़ुदी बे-सबब नहीं 'ग़ालिब'कुछ तो है जिस की पर्दा-दारी है
Be-khudi be-sabab nahin 'ghaalib'Kuchh to hai jis ki parda-dari hai

बे-ख़ुदी ले गई कहाँ हम कोदेर से इंतिज़ार है अपना
Be-khudi le gai kahan hum koDer se intizar hai apna