
आते हैं अयादत को तो करते हैं नसीहतअहबाब से ग़म-ख़्वार हुआ भी नहीं जाता
Aate hain ayaadat ko to karte hain nasihatAhbab se gham-khwar hua bhi nahin jata

आया न एक बार अयादत को तू मसीहसौ बार मैं फ़रेब से बीमार हो चुका
Aaya na ek bar ayaadat ko tu masihSau bar main fareb se bimar ho chuka

बहर-ए-अयादत आए वो लेकिन क़ज़ा के साथदम ही निकल गया मिरा आवाज़-ए-पा के साथ
Bahr-e-ayaadat aae wo lekin qaza ke sathDam hi nikal gaya mera aawaz-e-pa ke sath

देखने आए थे वो अपनी मोहब्बत का असरकहने को ये है कि आए हैं अयादत कर के
Dekhne aae the wo apni mohabbat ka asarKahne ko ye hai ki aae hain ayaadat kar ke