
जानवर आदमी फ़रिश्ता ख़ुदाआदमी की हैं सैकड़ों क़िस्में
Jaanwar aadmi farishta khudaAadmi ki hain saikadon qismen

'ज़फ़र' आदमी उस को न जानिएगा वो हो कैसा ही साहब-ए-फ़हम-ओ-ज़काजिसे ऐश में याद-ए-ख़ुदा न रही जिसे तैश में ख़ौफ़-ए-ख़ुदा न रहा
'zafar' aadmi us ko na jaaniyega wo ho kaisa hi sahab-e-fahm-o-zakaJise aish mein yaad-e-khuda na rahi jise taish mein khauf-e-khuda na raha