
सुनें तो आप क़नाअत के ग़ुल मचाने कोवो कह रही है न छोड़ो ग़रीब-ख़ाने कोतुम्हारी हिर्स बदल कर तुम्हें करेगी हलाकहमारा सब्र बदल देगा इस ज़माने को
Sunen to aap qanaat ke ghul machane koWo kah rahi hai na chhodo gharib-khane koTumhaari hirs badal kar tumhein karegi halakHamara sabr badal dega is zamane ko