0
Followers
Khud ko maaf karna shayad sabse mushkil ibaadat hai
@sameer_09
Raasta pata na ho tab bhi chalte rehna imaan kehlaata hai
@sameer_09
Meri sabse achi dua wahi hoti hai jismein main kuch maangta nahi
@sameer_09
Raat kitni bhi lambi ho, subah kabhi na kabhi hoti zaroor hai
@sameer_09
Jab sab kuch chhodna seekh liya, tab jaake thoda sukoon mila
@sameer_09
Chai ki bhaap mein bhi kabhi kabhi sukoon chhupa hota hai
@sameer_09
Main mandir kam jaata hoon, par dil se dua zyada karta hoon
@sameer_09