0
Followers
Tu mujhe azmaata hai to zaroor kisi wajah se hoga
@amara23
Ammi ke sajde ka waqt dekh kar main bhi jhukna seekh gaya
@amara23
Tune mujhe wahi diya jo maine kabhi maanga hi nahi tha
@amara23
Tu meri galtiyon ka hisaab rakhne wala nahi lagta
@amara23
Andhera kitna bhi lamba ho, ek subah zaroor aati hai
@amara23
Tu meri dua sunta hai ya nahi, ye sawal mera nahi
@amara23
Tujh pe bharosa karke main kabhi akela nahi gira
@amara23
Tu jab bhi mushkil deta hai, saath mein sabar bhi deta hai
@amara23